COLORE OF LIFE

9039-nature-poems

Colors of life

The trees of nature depict colors of life,
Every color is a symbol of strive,
In autumn, the leaves so dry, 
Depicts the state of cry,
In summer, the blossomed leaves,
The message is surely deep, 
In rains, the green blue color so bright,
It depicts that life is beautiful, so forget the fright!

I WISE I COULD

7505-broken-heart-poems

I wish I could

I wish I could revert the time, 
The time when I would call you mine,
I wish that we could stay forever this way,
No feelings sour, no words to say, 
A dream that shattered and now left with none, 
I wish that it had not begun,
Now left with tears and a broken heart, 
I wish that it had not start, 
Now, left with no one all alone,
Only feelings left like stone!

FEELINGS DELETE

LIFE KA KOI RECYCLE BIN

STORY HO TO BATANA

FEELING SHIFT KE SATH

DELETE KARNI H,

AKSAR ESA HOTA H LOG BADE

SOKH SE DI ME GHAR BNATE H

PER JAB RAHNE KI BARI AATI TO

THIKANE HI BADAL LETE H .

so,all friends be carefully……..

PYAAR USI SE KRO JO AAPKI

TEEN BATO KO JAAN SKE

1.MUSKURAHT KE PICHHE KA DUKH

2.GUSHE KE PICHHE KA PYAAR

3.KHAMOSHI KI VAJAH

FOR YOU……………

EK MOD PER

ES MOD PER KISSA HI KHATM HUA

ZINDGI SE EK GUM DUR HUA

YAH BACHPAN BHI VHI H OR

MILNE KE LIE AHSAS BHI VHI

AAPKI HSI ME HSAA KARTE THE

ROJ DEKHAKAR HI KHANA KHAYA

KARTE THE.

VO SARDIYO VALI YADE JAB TASVIR

TAKIYE KE NICHE RAKHKAR HI SOYA

KARTE THE.

HAR KHUDA KI KAARENAAT JISME

AAPKO HI MANGA KARTE THE

AAPNE TO FASHLE HOTE HI

FESHLE BADALNA SURU KAR DIYA

OR,

HUMNE NA KISI SE SIKAYT KI THI TO

NA KABHI AAGE BADHNE KI KOSISH

PER HU TO YUNHI KISSO ME YADE

SANJOE RAKHTE THE

PER,

AB TO YAH KISSA BHI KHATAM HUA

ZINDGI KE SAFAR ME EK MOD KAM HUA

AAJ KAL TO YUNHI JIYA KARTE H

KYONKI PAHLE TO TERI YAAD THI OR

HAR MOD PER MILNE KI FARIYAAD THI

– EVERY THING IS LOSE IN LOVE…

SNOW

VO CHLI AATI H ROJ

GARMIYO KO TALTI SI

SARDIYA SURU HOTE HI

SAFED GHAGHRA FELAE HUE

SUBAH HOTE HI ,SYAM DHALTE HI

SUHAVNE SE SPRSH KE SATH

CHOTI-CHOTI BUNDE CHHODTI

CHALTI JATI DUR TAK

APNI SFEDI DIKHATI HUI

DRI HUI OR BCHTI SI

SURY KI EK KIRAN KE AAGE AAGE

CHLI JATI YUNHI SFED GHAGHRA HILATI SI

-FILLING COLD WITH SNOW

FOR SOME ONE

MAHFIL ME KHUCH TO SUNANA PADTA H

GUM CHHUPAKAR MUSHKURANA PADTA H

KABHI HUM BHI UNKE DOST THE AAJ

KAL TO UNHE YADD DINA PADTA H

LOGO SE BHI JHUTH BOLNA PADTA H

VARNA GUM KE NAM PER HI LOG TO

NAMAK LIYE KHADE RAHTE H

KAS YHI PYAAR DOBARA HOTA

PAR ES BAR CHAHTE VO OR

BEWFAI KARTE HUM.

-BEFOR MANY SWEET MEMORIES WITH ……

poor boy

ek ladka jo ki bahut garib tha use ek amir ghar ki ladki se pyaar ho gya .ek din himmat karke usne use bta diya per us ladki ko apne bap ke peso per ghamad tha ,ladki ne kaha jitna mera ek din ka kharcha h utni tumhari ek mahine ki selary bhi nhi h .pahle okat to dekh li hoti vah ladka vanha se chla gya 10 sal bit gye lekin vah abhi tak use bhula nhi paya .ek din vah mole me gya to us ladki se takra gya .tbhi ladki pese ka ghurur dikhate hui boli tum yanha tumne abhi tak shadhi nhi ki ,koi apne level ki ladki dekhkar shadi to kar lete tabhi us ladke ki aankho me aanshu aa gye.ladki hanskar boli tumhe pta h mere husband ki selary 5 lakh per month h ,tum kbhi kma pate etna .etne me uska husband aa gya or bola sir aap yanha ladki heran ho gyi fir bola ye meri wife h sir or ladki se kaha dear ye mere boss h jinhone mujhe apni 200 karod ki kampni ke project ka partner banaya h ,or enhone ek ladki se bahut pyaar kiya tha jise vah bhula nhi paye or enhone abhi tak shadi nhi ki ase inshan to kisi ko dundne se bhi nhi milta ,kitni kismat vali thi vo ladki……………………..

-never lost a person who loved her &care………………………………only you okay

Design a site like this with WordPress.com
Get started